Shayari |
mere marne ke bad mere dosto
ye aasu na bahana
meri yad aaye to upar chale aana |
|
main tumare liye sabkuch karta
magar muje kuch kam tha
main tumhare liye dub marta
magar muje jukam tha |
|
jisaki yad bhulane ke liye cigarete jalayi thi
kambhakat duye ne usaki tasbir bana dali |
|
jan leni hi thi
to kah diya hota janam
muskrane ki kya jarurat thi |
|
ek dil hi to tha humnavaz
jo jalim pe pyar aa gaya
kuch yu huaa ki maut humse
aur hum jindgi se har gaye |
|
Dard main o bhi hai
dard main hum bhi hai
o aasu baha rahi hai
hum aasu pi rahe hai
farka sirf itana hai ki
o jamane ko dikha rahi hai
aur hum hai ki kudha se bhi chupa rahe hai |
|
tere dar pe sanam hazar bar aayenge
tere dar pe sanam hazar bar aayenge
bel bajayege aur bhag jayenge |
|